Is sansar me agar insan kuch paane ki koshish kar rha hai to vo kavel shanti hai,lekin insan ko khud hi nahi pata ki use kya chaiye or vo kaise milegi ye to dur ki baat hai.Hum chahte hai ki hamare paas paisa ho , ghadi ho to accha lagega lekin dekhne m to ye aata hai ki agar hume paisa,gadhi,dhan mil bhi jaata hai tab bhi hum pareshan rehte hai.Isi se hume samajh jana chaiye ki hamari manjil kahin aur hai.Paise me ,gadhi me shanti/sukh ki pratiti hoti hai lekin usme shanti hoti nahi.
Agar shanti/sukh kahin hai to vo hai mata pita k charno m aur bhagwan k naam me
radhe radhe.....